Apni sari khwahishoN koi k jaga zanjeer ker
0by shaan
اپنی ساری خواہشوں کو اک جگہ زنجیر کر
اُن سے پھر آزاد ہونے کی کوئی تدبیر کر
apni sari khwahishoN koi k jaga zanjeer ker
un say phir aazaad honay ki koyee tadbeer ker

اپنی باتوں میں یوں پیدا پیار کی تاثیر کر
جو دلوں میں جا کے بیٹھیں نفرتوں کو چیر کر
apni baton main yuN paida pyaar ki taseer ker
jo diloN main ja ke baiThaiN nafratoN ko cheer ker

آنکھ کے روزن سے پردے پر اُتارا ہے اُسے
ہم نے اپنے دل میں رکھا ہے اُسے تصویر کر
aaNkh ke rauzan say perday per utara hai usay
hum nay apnay dil main rakhkha usay tasweer ker

توُ اگر کُچھ مرتبہ چاہے خُدا کے سامنے
خود بھی توُ انساں بن، انسان کی توقیر کر
khud bhi too insaan ban, insaan ki tauqeer ker
too agar kutch mertaba chahy khuda ke samnay

تیرے باہر کا اندھیرا خوُدبخُود چھٹ جائے گا
اپنے اندر کی فضا کو جو ذرا تنویر کر
teray bahar ka andhera khud bakhud chat jaeyga
apnay ander ki faza ko jo zara tanveer ker

گر دلوں پہ حُکمرانی کی تُجھے چاہت ہے تو
اپنے دل میں جو چُھپا ہے بھیڑیا تسخیر کر
gar diloN pa hukmarani ki tujhay chahat hai tou
apnay dil main jo chupa hai bheRia taskheer ker

جب بھی تیری ذات پر آئے کبھی بھی کوئی حرف
ابنے لہجے کو سناں کر، گُفتگوُ شمشیر کر
jab bhi teri zaat pay aaey kabhi bhi loyee harf
apnay lehjay ko sanaN ler, guftagoo shamsheer ker

آ بھی جا کہ انتظار۔دید میں آنکھیں ہیں وا
دم ہے بس اٹکا ہوُا ، اب اور نہ تاخیر کر
a’ bhi ja k intazarr e deed main haiN aaNkhaiN wa
dam hai bus aTka hua, ab aur na takheer ker

کر بھروسہ بازوُؤں پہ غیر کی جانب نہ دیکھ
اپنی بُنیادوں پہ توُ اپنا جہاں تعمیر کر
ker bharosa bazoo’oN pay, ghair ki janib na dekh
apni bunyadoN pa too apna jahaN tamer ker

جو مری اس نسل نے دیکھا ہے مُستقبل کا خواب
ہے مری خواہش کہ تُو اس خواب کی تعبیر کر
..jo meri is nasl nay dekha hai mustaqbil ka khwaab
meri khwahish hai keh is khwab ki ta’beer ker

پھر گُلوں کی کونپلوں پر توُ ہوا کے برش سے
خوُشبوُؤں میں ڈوُب کر کوئی صبا تحریر کا
phir hawa ki kaNpaloN per too haw aka bursh say
khushboo’oN miN doob ker koyee SABA tehreer ker

Category Urdu Poetry